aag lago to us busti mein
desh droh ki boo aati ho
sheesh kat lo us hasti key
janlok pal se sharmaati ho
ye kya dard bhala samjhengey
desh ki bhukhi janta ka
are Ac se jinki gaadi bus
phir AC tak hi jaati ho
Anna ki bhoodhi aankho ke
krodh ko mat bhadkao bacchey
dand tumhey dengi ye aisa
rooh nark mein tharrati ho
lok pal per shish juhkao
paryschit gar karna chaho
kaun bhala bach sakta chooha
jab desh ki janta gurrati ho
aag lago to us busti mein
desh droh ki boo aati ho
desh droh ki boo aati ho
sheesh kat lo us hasti key
janlok pal se sharmaati ho
ye kya dard bhala samjhengey
desh ki bhukhi janta ka
are Ac se jinki gaadi bus
phir AC tak hi jaati ho
Anna ki bhoodhi aankho ke
krodh ko mat bhadkao bacchey
dand tumhey dengi ye aisa
rooh nark mein tharrati ho
lok pal per shish juhkao
paryschit gar karna chaho
kaun bhala bach sakta chooha
jab desh ki janta gurrati ho
aag lago to us busti mein
desh droh ki boo aati ho
No comments:
Post a Comment